“Khawaish toh na thi kisi se Dil lagane ki Ghalib,
Par qismat mai Dard likha tha, Mohabbat kaise na hoti”
“Intezaar, izhaar, ibadat sab kiya maine,
tumse kya bataun kitna ishq kiya maine.”
“मैं तन्हाई से मर रहा था बच जाने का सोचा तो खुद को लोगो की भीड़ में ला खड़ा किया यकींन जाने मैं तन्हाई में मरने से ज़्यादा बुरी मौत इस लोगो की भीड़ में मरा।”
Yeh mehlon, yeh takhton, yeh taajon ki duniya,
Yeh insaan ke dushman samaajon ki duniya,
Yeh daulat key bhookhay rawajon ki duniya,
Yeh duniya agar mil bhi jaaye to kya hai."